Shri Garud Puran | Saral Hindi Mein | Garun Puran Religious Book | Hindu Dharmik Granth(Paperback, Hindi, Mahrishi Vedvyas)
Quick Overview
Product Price Comparison
Shri Garud Puran ek pavitra Hindu dharmik granth hai jo mrityu ke baad ke gyaan, punya-paap ke phal, aur aatmik uddhaar ke rahasya batata hai. Yah Granth Bhagwan Vishnu aur Garud ji ke samvaad ke roop mein likha gaya hai jisme jeevan ke antim satya aur narak-swarg ke vivid varnan milte hain.Yah sankalan saral Hindi bhasha mein prastut kiya gaya hai, jisse har koi bhakt iske adhyatmik gyaan ko asaani se samajh sake. Yah granth pitru karma, antim sanskar, punya karma aur atma-shuddhi jaise vishayon par aadharich hai.